Wednesday, 20 September 2017

Desh Bhakti aur Desh Prem

Desh Prem alag hae aur Desh Bhakti alag hae, Desh Bhakti asal me khud se kiya huwa ek dhoka hae, Desh Bhakti yaane kisi Kutte nasal ke Haraami Neta ka talwa chatna hae. Aur jo Desh Prem hota hae oska siyasat se koi lena dena nahi hota, wo ek paidaishi prem hota hae jo apni zamin se hota hae.
Desh prem kisi kutte nasal ki party ke agende me nahi likha hota hae, kutte nasal ki party ke agende me jo dhokebaazi likhi hoti hae uska naam hae Desh Bhakti.
Desh Premi kabhi insaaniyat ka dushman nahi hota, aur Desh Bhakt hamesha se insaaniyat ka dushman hi raha hae. Hitler bhi apne aap ko Desh Bhakt bolta tha, Desh Premi nahi bolta tha.
Ab aap tae karo ke aap Desh Premi ho ya Desh Bhakt. Desh Premi ko English me Patriot kehte hae, aur Desh Bhakt naam ke haraami ko Nationalist kehte hae.

Jai Hind